Lut Gaye Song Sargam notes in Hindi Jubin Nautiyal Emran Hashmi 2021

 

Lut gaye bollywood hindi song flute notations

Lut Gaye Sargam notes in hindi is available on Hindi Sargam Notes.


Song: Lut Gaye


Singer: Jubin Nautiyal


Music : Tanishk Bagchi


Lyrics  :  Manoj Muntashir


Featuring – Emraan Hashmi 


Year – 2021


Lut Gaye Sargam notes in Hindi


Instructions


Original scale – D

Vikrit swar – ग(k) , ध(k) , नि(k)

Interlude

Sthai

Antara

Lut Gaye Sargam notes in Hindi

Instructions

“.” is used for mandra saptak swars eg-(.प , .ध )

“*” is used for Taar saptak swar

“(k)” is used for komal swars.eg – ( रे(k) , ग(k) , ध(k) , नि(k) )

म(t) here “(t)” is used for showing teevra swar म(t) .

“-” is used for stretching the swars according to the song.

Swars written “रेग” in this manner means they are playing fast or two swars on one beat.

(रे)सा here “रे” is kan swar or sparsh swar and “सा” is mool swar.





Interlude


नि(k)सांसां सां / नि(k) सांसां सां / रेंगं(k) रेंसां ……(2)


पध(k) ध(k) ध(k) / पध(k) ध(k) ध(k) / नि(k)सां नि(k)ध(k) / नि(k) – ध(k) नि(k) – ध(k) प –


स्थायी

Maine  jab | dekha tha  | tumko


रें सांसां  | सां सां सां | सां – रेंसां नि(k) –


Raat bhi  | woh yaad hai  | mujhko


नि(k) सां रें | सां सां सां  | सां – रें सां नि(k) –


Taare ginte  | ginte | so gaya


ध(k) ध(k)ध(k) ध(k) | गं(k) गं(k) | ध(k)नि(k) ध(k)प –


Dil mera dhadka tha kas ke


Kuchh kaha tha toone hans ke


Main usi pal tera ho gaya….Bilkul upar ke panktiyon ki tarah



Aasmano  | pe jo | khuda hai


गं(k) गं(k)गं(k) गं(k)  | रें रें | गं(k)  रें सां सां – 


Us se meri yehi dua hai….Bilkul upar ke panktiyon ki tarah



Chaand yeh | har  | roz  | main dekhun


मां मांमां | मांगं(k) | गं(k)मां  | मांमां मांगं(k)


Tere  | sath | mein


गं(k) मांगं(k) | रें – | सां – नि(k)  प –


Aankh  | uthi  | mohabbat ne  | angdayi li


नि(k) – प | सां – सां | सां सां रें गं(k) रें – सां नि(k) – | सां सां गं(k)रें रेंसां – 


Dil ka  | sauda  | hua  | chandni | raat mein


सां रें | नि(k) – नि(k) –  | सां नि(k) ध(k) | ध(k)ध(k) सां – नि(k) | ध(k) नि(k) ध(k) प –


Ho teri | nazron ne | kuchh aisa |  jaadu kiya


गं(k) – रें सांनि(k)  | सां सां सां | सां रें गं(k) रें – सां नि(k) | सां सां गं(k)रें रेंसां – 


Lut gaye hum to  | pehli  | mulakaat mein


सां रें | नि(k) – नि(k) –  | सां नि(k) ध(k) | ध(k)ध(k) सां – नि(k) | ध(k) नि(k) ध(k) प –


Ho aankh uthi


Antara

Paanv rakhna  | na zameen par


गं(k) रें सां सां | गं(k) – रें सां सां


Jaan ruk ja tu ghadi bhar…..Bilkul upar ke panktiyon ki tarah



Thode taare  | to bichha doon


सां रें गं(k) मां मां | सांगं(k) सांनि(k) ध(k) ध(k) –


Main tere vaaste


ध(k)  ध(k) सां – | नि(k) ध(k) नि(k) ध(k) प –


( Aazma le mujhko yaara


Tu zara sa kar ishara


Dil jala ke jagmaga doon


Main tere vaaste ) …..Bilkul upar ke panktiyon ki tarah

Mere jaisa ishq mein pagal…..Bilkul upar ke panktiyon ki tarah


 Aasmano mein jo khuda hai


Phir mile ya na mile kal


Sochna kya hath yeh de de


Mere hath mein


Aankh uthi mohabbat ne angdayi li


Dil ka sauda hua chandni raat mein


Ho teri nazron ne kuchh aisa jaadu kiya


Lut gaye hum to pehli mulakaat mein


Ho aankh uthi


Haan kisse mohobbat ke


Hain jo kitaabon mein


Sab chahta hoon main


Sang tere dohrana


Kitna zaroori hai


Ab meri khatir tu


Mushkil hai mushkil hai


Lafzon mein keh paana


Ab to yeh aalam hai


Tu jaan maange to


Main shaunk se de doon


Saughaat mein


Aankh uthi mohabbat ne angdayi li


Dil ka sauda hua chandni raat mein


Ho teri nazron ne kuchh aisa jaadu kiya


Lut gaye hum to pehli mulakaat mein


Ho aankh uthi




कोई टिप्पणी नहीं:

Blogger द्वारा संचालित.